Karbala Ke Baad Kya Huwa (Complete Bayan) 11 Sep. 19 - By Farooque Khan Razvi Mumbai
- khutba of zainal abedin r.a. - 39:15
- maqtal nama, 83
- kitab al irshad, 2 (mufid)
- jalal ul ayoun, 2-223 (baqir majlisi)
- mali-us-sibtain, 2-180
- KHUTBAH DUKHTAR-E-ZAHRA - 40:20
- mali-us-sibtain, 2-189 - KHUTBAH OF ZAINAL ABEDIN - 43:00
apna koi marta hai to rote ho tarap kar
par sipt-e-paigambar ka kabhi matam nahi karte
girya kiya yaqub ne unko bhi to toko
yousuf abhi zinda hai yeuhi gam nahi karte
hamza to shaheedon ke sardar hain lekin
karte na mu'hammad to chalo hum nahi karte
himat hai to mehsher me paigambar se ye kehna
hum zinda-e-javed ka matam nahi karte
keu aapka dil jalta hai keu jalta hai sina
hum aapke sine pe to matam nahi karte
mohsin ye maqbul riwayat hai jahame
qatil kabhi maqtool ka matam nahi karte - 01:01:00
na ishq-e-hussain, na zauq-e-ebadat
gafil tu samajhbaitha hai gam ko ebadat
kahdo gam-e-hussain manane walose
mumin kabhi shuhada ka matam nahi karte
hai ishq apni jaan se zyada aal-e-nabi se
par eu sareaam hum unka tamasha nahi karte
matam kare wo jo munkir hai hayat-e-shuhada ka
hum zinda-e-javed ka matam nahi karte - 01:01:40
No comments:
Post a Comment